Sunday, November 7, 2010

Nazar Andaz Kaise kare aapko
Nazaro me Bitaya Hai jo apako
yaad aane par Roye b to kaise
darte hao Jhuki Jo palke to chubhenge aapko
Love u

Tootte Tare Ko Dekha To Socha Mang Lu Aj Fariyad Koi
Jab Manga Kuch To Dil Se Aawaz Aayi
Jo Khud Toot Raha He Wo Kese Pure Krega Arman Koi...

Zindagi mein hamesha naye dost milenge, kahi zyada to kahin kum milenge.
Aitbaar zara soch kar karna, mumkin nahi tumhe har jagah HUM milenge.

Humne Unke Samne aana Chhod diya
Aapni Chahat ko jatna chhod diya
Qki Jithe the Jinki hasi pe
Unhone hi dekh kar hume Mushkurana chhod diya

Khushiyo se dil ko aabad rakhna
Aur gamo se dil ko aazad rakhna
Ham rahe ya na rahe
Jab bhi fursat mile;
To dil me hame bhi yaad rakhna.

Shikwa Uski yado se Kuch is Traha Kiya Hamne
Hasti hui Shama Ko rula diya humne
Ek Lamha Diya Tha usne Jine k liye
Or Usi me Zindagi Ko Bita diya Hamne.

Dard E Judai Shayaris.. Awesome Collections. ..

Duwa karna yaro juda ho rahe hai,
Rahi zindagi to fir aaker milenge..
Ager mergaye to duwa karte rehna,
Aansun bahane ki koshish na karna..

A duniya badi bewafa hai samajhna,
Kahin dil lagane ki koshish na karna.
Mere doston zindagi ek safer hai samajhna,
Kahin thaher jane ki koshish na karna.

Danishon ki duniya hai sari,
Alfazon ka mydan hai sara.
Zer aur zaber ko pehechan na pao,
To mydan me aane ki koshish na karna.

Kashti ummidon ki ger sahil na paye,
To khud dub jane ki koshish na karna.
Kadam pe andhera karegi ye duniya,
Kahin dil jalane ki koshish na karma.

Kabhi ro ke muskuraye , kabhi muskura ke roye,
Jab bhi teri yaad aayi tujhe bhula ke roye,
ek tera hi to naam tha jise hazar bar likha,
Jitna likh ke khush hue us se jayada mita ke roye.

Akela sa mehsus karo jab tanhai me,
Yaad meri aye jab judai me,
Mehsus karna tumhare karib hu me,
Jab chahe dekh lena apni hi parchai me.

Kadam yuhi dagmaga gaye raaste me,
Warna sambhlna hum bhi jaanthe the,
Thokar bhi lagi tho us pathar se,
Jise hum apna mante the.

Kaash woh samajthe is dil ki tadap ko,
Tho yun humein ruswa na kiya hotha.
Unki ye berukhi zulm bhi manzoor thi humein,
Bas ek baar humein samaj-liya hota.

Wo roye to bahut, par mujhse muh mod kar roye
Koi majburi hogi to dil tod kar roye
Mere samne kar diye mere tasveer ke tukde
Pata chala mere piche wo unhe jod kar roye

Mere khwabon mein aana aapka kasur tha
Aapse dil lagana hamara kasur tha
Aap aaye the zindagi mein pal do pal ke liye
Aapko zindagi samajh lena hamara kasur tha

I am so glad to see you



You have found my heart here
Kindly please step through
Garden of great wonder
Created just for you

I am so glad to see you
I want to give you rest
Speak about the joyous things
All things that you love best

No time here for crying
No time for feeling sad
Flowers here are happy
They truly are so glad

Perking up to sunshine
Feeling special light
These the things I offer
That fills the heart's delight

Worries at the threshold
They'll keep a few days more
Today you are here for happiness
There's so much at this door

Colors of a rainbow
With flowers that will bow
Just because you walked this way
They're perky and so proud

Looking up to heaven
Heaving a great sigh
Happy that you've passed them
Here's the reason why

You touch them with a beauty
Their velvet soft with mist
Delightfully enchanted
Their petals have been kissed